आज इंटरनेट पूरी दुनिया में अपना विस्तार कर रहा है . हर जगह इंटरनेट की मदद से ही काम किया जा रहा है . ऐसे में यह प्रश्न सभी पूछते हैं की इंटरनेट से पैसे कैसे कमाए जाएं ? बेरोज़गार , विध्यार्ती , महिलाएं और मासिक वेतन पाने वाले लोग भी इंटरनेट से पैसा कमाने के तरीके जानना चाहते हैं . तो आइये जाने वह तरीके जिनके द्वारा आप इंटरनेट से पैसा कमा सकते हैं .
मैं आपको कुछ ऐसे आइडियाज और टॉपिक्स सुग्गेस्ट करूँगा की जिससे आप इंटरनेट के थ्रू बड़ी आसानी से कुछ म्हणत करके अच्छा पैसा कमा सकते है और आपको 100% पैसा भी मिलेगा . आप लोगो ने इंटरनेट से पैसे कमाने के बारे में सबसे जायदा ब्लॉग्गिंग , youtube, online Author, online teaching, online survey, Buy and sell products etc ke बारे में पढ़ा होगा . में आपको इन सब के अलावा भी ख़ास और सरल आईडिया बताऊंगा क्योंकि कभी कभी ब्लॉग्गिंग , टीचिंग , videos making etc सब के लिए आसान नहीं होता है . तो चलिए जानते है की कैसे करे .
मैं आपको कुछ ऐसे आइडियाज और टॉपिक्स सुग्गेस्ट करूँगा की जिससे आप इंटरनेट के थ्रू बड़ी आसानी से कुछ म्हणत करके अच्छा पैसा कमा सकते है और आपको 100% पैसा भी मिलेगा . आप लोगो ने इंटरनेट से पैसे कमाने के बारे में सबसे जायदा ब्लॉग्गिंग , youtube, online Author, online teaching, online survey, Buy and sell products etc ke बारे में पढ़ा होगा . में आपको इन सब के अलावा भी ख़ास और सरल आईडिया बताऊंगा क्योंकि कभी कभी ब्लॉग्गिंग , टीचिंग , videos making etc सब के लिए आसान नहीं होता है . तो चलिए जानते है की कैसे करे .
Blogging kare
yani internet par kisi bhi vishay par apne vichar likhna. Ise sab
padhte hain. Yadi aap ke vichar doosron ko acche lage to dheere-dheere
aapke lekhon ko padhne walon ki sankhya badhti jaati hai aur apka blog
lokpriya ho jata hai. Jab apka blog lokpriya ho jata hai to companies
apne products ka prachaar karne ke liye unka vigyapan aapke blog par
dena chahati hain aur iske badle mein woh aapko accha paisa detee hain.
Internet par aise kai sites hain jo aapko free blog banane deti hain.
Iske saath hi kai baar publication companies blog mein likhe aapke
lekhon, kavitaon ko khareed letee hain jisse accha paisa milta hia.
Shikshak bankar
Aap internet par online shikshak bankar
bhi paisa kama sakte hain. Aap apni ruchi ke vishay mein notes
banaiye. Apke pass computer ke saath web camera aur micro phone hona
chahiye. Kuch website jaise www.tutorindia.net aise hain jo aapki
padhai aur aapki visheshtaon ke aadhar par aapko online shikshak banne
ka mauka detee hain. In websites mein aap apna panjikaran karwakar
online padhane ka kaam shuru kar sakte hain jisse apko accha paisa prapt
ho sakta hai.
Kitab likhkar
Yadi aap lekhak hain aur upanyas ya
kahani ki kitaab likhna chahte hain to aap Internet par usay likh sakte
hain. Aapko apni kitab MS-Word mein type karni hogi. Iske baad kuch
website jaise Amazon’s kindle, www.pothi.com aisi hai jo e-book banati
hain jise internet par paise dekar padha jaata hai. Is prakar agar aapki
book acchi hai to ise kafi saare log paisa dekar padhenge aur us kamai
se ek bada hissa apko bhi milega.
Chitron ko bechkar
Agar aap achhe chitrakaar hain to aap
chitrakari karke bhi internet se paisa kama sakte hain. Aap coffee cup,
T-shirts, bag aadi ke liye tarah-tarah ke designs banakar internet ki
web site par daliye aur unhe bechiye. Iske liye kuch websites jaise
www.zazzle.com hain jis par aap apne design bech sakte hain.
Rochak video banakar
Aapne koi na koi video YouTube par
zaroor dekha hoga. YouTube duniya ki sabse badi video service hai jis
par aap koi rochak video banakar upload kar sakte hain. Aap video mobile
ya camera se bana sakte hain. Agar aapka video logon dwara pasand kiya
gaya to usay bahut se log dekhenge aur tab YouTube aapke video par koi
vigyapan bhi dikhayega jisse aapko paisa prapt hoga.
Takniki seva dekar
Yadi aap takniki visheshagya hain aur
iske dwara paisa kamana chahte hain to internet par paise kama sakte
hain. Kuch websites jaise oDesk, www.elance.com is tarah ka avsar pardan
kartee hain. Isme website apko un logon se sampark karati hai jinhe
takniki sevaon ki zaroorat hai aur aap Internet par sevayen dekar paisa
kama sakte hain.
Affiliate marketing se paisa kamaye
Affiliate marketing meaning hai ki aap
kisi bhi products company se jud kar us company ke products ko online
advertising karke paisa kama sakte hai, jaise Amazon, snapdeal, ebay
etc. Ye product companies aapko apne products ki kuch links or products
details deti hai aap in links or details ko apne Blog, what’s app,
Facebook etc par share karke advertising kare. Jab log aapki in links ke
through products kharidenge to aapko un products ka kuch % commission
milega. Es tarah se aap dhero products ko online sell karke accha paisa
kama sakte hai.
अधिक पड़ने के लिए क्लिक करे https://humlog01.blogspot.in/